Tuesday, September 11, 2018

Bhindi

I quite like labeling all my posts with dinners I make (or heat up). I quite like food, bus baat asal mein yehi hai.

Sartaaj (lolol) ko bhindi zara nahi pasand, according to my in laws. Meri banayee hui to khayee jati hai hehe hehe mummy jee, ab kya hua pasand ko?

Okay sorry, bitchy ho gayee little bit.

Kal se Muharram shuro ho raha hai aur bara ajeeb lag raha hai planning everything on my own. New city, new majaalis, new customs. Lahore mein to pichlay kafi saal se routine set thi ammi ke sath. Iss saal, I'm on my own. Will crash random houses. Kinda apprehensive, because bachpan ki wallflower and socially uncomfortable feelings upar aa rahi hain. Got rid of most of those in college but kabhi kabhi, you know. Ainwaen bus.

Acha bus, ab recipe ki taraf ja rahi hain. Have to upload quite a few per as usual aadhi likh ke bore ho jaon gi phir aglay maheenay complete kar ke upload kar dun gi.

Chalo, bye.

P.S. 'Karachi' aur 'Sartaaj' ka tag zaruri mehsoos ho raha hai filwaqt. 

1 comment:

Furree Katt said...

Muharram!!!! Good luck for this year! I miss Pakistani majlises so much, my family and I literally just watch majlises on YouTube now. Going to visit your food blog in 3... 2... 1